Orange flames of the candles dance by the wall.
In remembrance of a holiday, or in celebration of what is to come.
The answer is, before the flames wither - to surrender life or to create anew.
Whilst wax melts and forms a new shape, a new role, a new meaning,
Tears wash away the light, but the heart remains...life remains
[Dedication11.3]
-Karesma Patel
Poem translated to hindi by Swapnil Dave.
Thank you, beautifully done!
"Reshmi moamm ke chiraagh deewar pe leherti nazar
aatey hai,
shaayad kisi haseen lamhe ki yaad mein ya phir ane vaale
lamhe ke intezaar mein.
Iska jawaab to chiraagh hi jaane, ke kya umeed le ke ayegi zindagi ke
hume bataane.
Waqt ke saath moam zaroor pighalta hai lekin uske pighalne se banta hai naya chehra, naya andaaz aur naye raaz,
moam ke ansu ke saath saath roshni bhi badti hai, zindagi bhi chalti hai aur dil bhi dhadakte hai..."